Me'araaj ke safar mein kis nabi ne Ummat-e-Muhammadiya ko salaam kehalwaaya tha?

Sawaal: Me'araaj ke safar mein kis nabi ne Ummat-e-Muhammadiya ko salaam kehalwaaya tha?

Jawaab: Me'araaj ke safar mein Hazrat Ibrahim ('Alaihissalaam) ne Ummat-e-Muhammadiya ko salaam kehalwaaya tha.

Ref: (Tirmizi: 3462)
Share on: 

0 comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.